Saturday, March 12, 2005

Inertia.

The tendency of a body at rest to remain at rest or of a body in motion to stay in motion in a straight line unless acted on by an outside force. That's how its defined in physics.

Well, right now it seems that life is in such phase. Inertia seems to not end. Akhele hu, pata nahi ki mai kisi ke intezaar mein hu ya kisi intezaar ke intezaar mein. Baithe hu saalon se, koi mere darwaza khat khataya nahin. Kabhi kabhi lagta hain ki I like my lonliness and I am scared of my lonliness lest I lose it. Jab main apne khwabon mein khojaata hu meri tanhayi dastak karke ehsaas dilaata hain ki main akhele nahin hun. Jab main intezaar ke baare main soch tha hun tho, mere zehen main aise kuch sawal uth the hain ki zindagi ko maut ka intezaar hain ki maut ko zindagi ko. Kisi na kisi ko intezaar hain. Mera intezaar ek dastak ka, ek muskurahat ka, ek dard ka, ek waada ka, ek khwaab ka.

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home